Karoge yaad ek din dosti k zamane ko,
hum chale jaynge ek din wapis na ane ko,
zikr jab ched dega koi mehfil me humara,
chale jaoge tanhai me aansoo bahane ko…
hum chale jaynge ek din wapis na ane ko,
zikr jab ched dega koi mehfil me humara,
chale jaoge tanhai me aansoo bahane ko…
Dil toot jata hai par khanak nahin hoti,
Har dhadkan roti hai par palak nahin roti,
Mohabbat naam hai khuda ki bandagi ka,
Jo sharto pe mile woh Mohabbat nahin hoti…
Har dhadkan roti hai par palak nahin roti,
Mohabbat naam hai khuda ki bandagi ka,
Jo sharto pe mile woh Mohabbat nahin hoti…
dard jitna saha jaye utna hi sehna
kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna
milte hain hamare jaise log bahut kam
isliye hamse kabhi alvida naa kehna…
kisike dil ko lag jaye woh baat na kehna
milte hain hamare jaise log bahut kam
isliye hamse kabhi alvida naa kehna…
परेशानियो से भागना आसान होता है,
हर मुश्किल जिन्दगी मे एक इम्तिहान होता है,
हिम्मत हारने वाले को कुछ नही मिलता,
जिन्दगी मे, ओर मुश्किलो से लङने वालो के कदमो मे ही तो जँहा होता है।
देखा फिर तो रात याद आ गयि,
गुड़ नाईट कहेने की बात याद आ गयी.
हम बैठे थे सितारों कि पनाह में,
जब चाँद को देखा तो आप कि याद आ गयी
Kuch dost zindagi me is kadar samil ho jate
he.Agar bhulana chaho to or yad aate he
bas jate he wo dil me is kadar ki
aankhe band karo to samne nazar ate he…
he.Agar bhulana chaho to or yad aate he
bas jate he wo dil me is kadar ki
aankhe band karo to samne nazar ate he…
Surkh ankhoon se jab wo dekhte hain,
Hum ghabra kar aankhein Jhuka lete hain,
kaun milaye un aankhoon se aankhein,
Suna hai wo aankhoon se apna bana lete hain…
Hum ghabra kar aankhein Jhuka lete hain,
kaun milaye un aankhoon se aankhein,
Suna hai wo aankhoon se apna bana lete hain…
Yaad Aate Hain Wo School Ke Din,
Na Jaate The School Doshton Ke Bin,
Kaisi Wo Doshti Thi Kaisa Tha Wo Pyar,
Ek Din Ki Judai Se Darte The Jab Aata Tha Saniwar,
Chalte Chalte Pathron Main Marte The Thokar,
Kabhi Hashte Gaate To Kabhi Chalte The Rokar,
Kandhon Main Keetab Liye Haath Main Botel Paani,
Kise Pata Tha Bachpan Ki Doshti Bichhura Degi Jawaani,
Yaad Aate Hain Wo Shayahi Se Range Hath,
Kaya Din The Wo Jab Karte The Lunch Sath,
Chhutti Ki Ghanti Sunte Hi Wo Bhag Ke Kamre Se Bahar Aana,
Fir Hashte Hashte Doshton Se Mil Jana,
Kaash Wo Dost Aaj Bhi Mil Jate,
Dil Main Fir Se Bachpan Ke Phool Khil Jaate…

No comments:
Post a Comment