Tuesday, April 8, 2014

Shayrana si he jindgi....

Shayari SMS
Kisi ke dil mein basna bura to nahi
Kisi ko dil mein basana khata to nahi
Hain ye zamane ki nazar me bura to kiay hua
Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..
 
Sad Shayari
Mehfil main kuch to sunana padta hai,
Gham chupakar muskurana padta hai,
kabhi unke hum bhi the dost,
Aaj kal unhe yaad dilana padta hai…
 
Zindagi Shayari
Kaun jane kab maut ka paigam aa jaye,
Zindagi ki akhari sham aa jaye,
Hum toh dhundhte hain waqt aisa jab,
Hamari zindagi apke kam aa jaye…
 
wada shayari
Chah Ke Bhi Kabhi Na Tumko Bhula Payenge Hum
Karte Hain Wada Yeh Nibha Payenge Hum
Khud Ko Fanna Kar Denge Is Jahaan Se Hum
Par Naam Tera Na Dil Se Mita Paayenge Hum…
 
Tanhai Shayari
Tammanna se nahi tanhai se darte hain
pyaar se nahi ruswayi se darte hain
milne ki to bahut chahat hai magar
milne ke baad judai se darte hain…
 
Sad Shayari on Barish
Pyaar baarish ki bundho ki tarah hai,
Jikso chune ki khwaish mein,
Hatheliyan to gili ho jaati hain,
Par haath hamesha khali hi rehti hain…

Garmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hain...



 
 
Garmiye hasrat-e-nakaam se jal jaate hain

Hum chiraagon ki tarah shaam se jal jaate hain
 
Shama jalti hai jis aag mein numayish ke liye

Hum usi aag mein gumnaam se jal jaate hain
 
Jab bhi aata hai tera naam mere naam ke saath

Jaane kyon log mere naam se jal jaate hain…

Monday, January 13, 2014

Quality Assurance and Quality Control


Quality Assurance and Quality Control

The terms “quality assurance” and “quality control” are often used interchangeably to refer to ways of ensuring the quality of a service or product. The terms, however, have different meanings.
  • Assurance: The act of giving confidence, the state of being certain or the act of making certain.
    Quality Assurance: The planned and systematic activities implemented in a quality system so that quality requirements for a product or service will be fulfilled.
  • Control: An evaluation to indicate needed corrective responses; the act of guiding a process in which variability is attributable to a constant system of chance causes.
    Quality Control: The observation techniques and activities used to fulfill requirements for quality.

Monday, January 6, 2014

The Great Man and Signature in India - Vol 1

Mohandas Karamchand Gandhi Dr. B. R. Ambedkar   Subhas Chandra Bose Sardar Vallabhbhai Patel Jawaharlal...